Goddess Laxmi , Ma Laxmi


जय माँ लक्ष्मी , read in hindi

The main purpose of the Sri Lakshami Chalisa offering
Goddess Lakshmi is that the divinity of wealth, fortune, strength, luxury, beauty, fertility and smart luck. Guarantees physical fulfillment and satisfaction. Lakshmi Mata is additionally called Adi Sakti. Goddess Lakshmi dominant importance in Hinduism is taken into account. it's believed that Lakshmi is that the mother of all pleasures within the physical world. All pious songs square measure consummated by devotion and chalisa songs. Mata Lakshmi chalisa Hindu deity it is of special importance.


॥Doha॥
Maatu Lakshmi Kari Kripa, Karo Hridaya Mein Vaas।
Manokamna Siddha Kari, Paruvahu Meri Aas॥

॥Soratha॥
Yahi Mor Ardas, Hath Jod Vinati karun।
Sab Vidhi Karau Suvas, Jai Janani Jagadambika॥

॥Chaupai॥
Sindu Suta Main Sumirau Tohi। Gyan, Buddhi, Vidya Do Mohi॥

Tum Samaan Nahi Koi Upkari। Sab Vidhi Puravahu Aas Hamari॥

Jai Jai Jagat Janani Jagadamba। Sabaki Tum Hi Ho Avalamba॥

Tum Hi Ho Sab Ghat Ghat Vaasi। Vinati Yahi Hamari Khaasi॥

Jagajanani Jai Sindhu Kumari। Dinan ki Tum Ho Hitakari॥

Vinavaun Nitya Tumahin Maharani। Kripa Karau Jaga Janani Bhavani॥

Kehi Vidhi Stuti Karaun Tihari। Sudhi Lijai Aparadh Bisari॥

Kripa Drishti Chitavavo Mam Ori। Jaga Janani Vinati Sun Mori॥

Gyan Buddhi Jai Sukh Ki Data। Sankat Haro Hamari Mata॥

Kshirasindhu Jab Vishnu Mathayo। Chaudah Ratna Sindhu Mein Payo॥

Chaudah Ratna Mein Tum Sukharasi। Seva Kiyo Prabu Bani Dasi॥

Jab Jab Janma Jahan Prabhu Linha। Roop Badal Tahan Seva Kinha॥

Svayan Vishnu Jab Nar Tanu Dhara। Linheu Avadhapuri Avatara॥

Tab Tum Pragat Janakapur Mahin। Seva Kiyo Hridaya Pulakahin॥

Apanaya Tohi Antaryami। Vishva Vidit Tribhuvan Ki Swami॥

Tum Sam Prabal Shakti Nahin Aani। Kahan Lau Mahima Kahaun Bakhani॥

Man Kram Vachan Karai Sevakai। Man Ichchhita Vanchhit Phal Pai॥

Taji Chhal Kapat Aur Chaturai। Pujahin Vividh Bhanti Man Lai॥

Aur Haal Main Kahaun Bujhai। Jo Yah Paath Karai Man Lai॥

Tako Koi Kashta Noi। Man Ichchhita Pavai Phal Soi॥

Trahi Trahi Jai Dukh Nivarini। Trividh Taap Bhav Bandhan Harini॥

Jo Chalisa Pade Padave। Dhyana Lagakar Sunai Sunavai॥

Takau Koi Na Rog Satavai। Putra Aadi Dhan Sampatti Pavai॥

Putrahin Aru Sampatti Hina। Andh Badhir Kodhi Ati Dina॥

Vipra Bolaya Kai Paath Karavai। Shanka Dil Mein Kabhi Na Lavai॥

Paath Karavai Din Chalisa। Ta Par Kripa Karain Gaurisa॥

Sukh Sampatti Bahut Si Pavai। Kami Nahin Kaahu Ki Avai॥

Barah Maas Karai Jo Puja। Tehi Sam Dhanya Aur Nahin Duja॥

Pratidin Paath Karai Man Mahin। Un Sam Koi Jag Mein Kahun Naahin॥

Bahuvidhi Kya Mai Karaun Badai। Leya Pariksha Dhyana Lagai॥

Kari Vishvas Karai Vrat Nema। Hoy Siddha Upajai Ur Prema॥

Jai Jai Jai Lakshmi Bhavani। Sab Mein Vyapita Ho Gun Khaani॥

Tumharo Tej Prabal Jag Mahin। Tum Sam Kou Dayalu Kahun Naahin॥

Mohi Anath Ki Sudhi Ab Lijai। Sankat Kaati Bhakti Mohi Dijai॥

Bhul Chuk Kari Kshama Hamari। Darshan Dajai Dasha Nihari॥

Bin Darshan Vyakul Adhikari। Tumahi Achhat Dukh Sahate Bhaari॥

Nahin Mohin Gyan Buddhi Hai Tan Mein। Sab Janat Ho Apane Man Mein॥

Roop Chaturbhuja Karake Dharan। Kashta Mor Ab Karahu Nivaran॥

Kehi Prakar Main Karaun Badai। Gyan Buddhi Mohin Nahin Adhikai॥

॥Doha॥
Trahi Trahi Dukh Harini, Haro Vegi Sab Tras।
Jayati Jayati Jai Lakshmi, Karo Shatru Ko Naash॥

Ramdas Dhari Dhyan Nit, Vinay Karat Kar Jor।
Maatu Lakshmi Daas Par, Karahu Daya Ki Kor॥